Andhera kya hai....agar gaur se samjhe toh andhera kuch nahin ahi....kuch bhi nahin...
prakash ka naa hona hi andhera hai...par vo apne aap mein kuch anin hai...
jaise sikke ke do pehlu hota hain usi tarah yeh bhi roshni ya kahen ujaale ke do prhlu hi toh hain.
Ek prakah- jo ki nayi umeed, naye jeevan ka sandesh hai....aur doosra..
Andhera: jo darr aur bure ka prateek hai....
Par agar andhera nahin toh prakash ka bhi mahatva nahin hai,
isiliye toh kaha jaata hai ki jab andhera sabse jyaada ghana hota hai tabhi prakash ke aane ki aahat hoti hai...
matlab har burre samay ke baad acha samay aata hai......
ek nayi kiran ka ujaale jaise nayi umeed nayi jindagi nayi khushiyaan laata hai....
Main bhi intzaar mein hoon...
ussi ujale ki....shaayad vo nikat hi hai...............

Comments
Post a Comment